Wednesday 17 May 2017

Jag-Zahir nahi karna...!!

Ghazlei to beshumar hai meri bhi likhi hui,
Par Baatein Mashuka ki Jag-Zahir nahi karna...!!

Man-maniyan  kar lo aaj Jitni karni hai,
Kal ham na rahe to Ezazat kis-se magogi...
Aur chhupaogi Kis-se?
Ayetraz hai to kar lo, par Pyaar na karna...!!

Mukaddar me Sitam humne khud chun liye aye Ghalib,
Unse milo to kehna- Ham Jeete hai Zameer ke liye,
Guroor na Tum karna..!!

Musafir se puchh le aye ham-rahi,
Uski mazil kahi ek hi to nahi,
Ghazlein to beshumar hai magar,
Vo aur ab hum ab Ek to nahi..
Ye Jag-Zahir nahi karna...!!

No comments:

Post a Comment

काश दीवारें बोलतीं !

 काश दीवारें बोलतीं ! मेरे ऑफिस के बगल वाले रेस्टोरेंट की दीवारें मेरे ऑफिस का पूरा गपशप जानतीं और थोड़ा लालच देने पर शायद ऑफिस की चुगलियां क...